Kahani Writter Saail Khan ki
ye kahani hai... 1 bachay ki jis ka naam saail hota hai...us ki family choti pr bari piyar hoti hai....us ki family mein chund afrad hoty hain. un ka sub sey bara afrad yani un ka jo garh ko zimedar
hota hai.wo un ka waald shb hota hai. us k elawa una koi b bra ni hota jis se un ka ghar chaly ...
abhi start mein un k waalid ko kuch ni hova,,,, to theak hain ur apne roze kay kaamo mein
masroof thay ur haan un ka kaam kia tha jiss mein woh busy rehty thy ur un ka kaam tha ....
Que kay woh parha hua ni tha is liay uus ko jo kam milta tha.. woh kaam kr kay guzara kr laitay
thy. phely us ne apney sheir se door mehnat mazdoori wala kaam kia....
kuch arsaa tak woh ghar se bahir kaam krta rhy ... ur pher woh kuch arsaaa baad ghar wapis aa gay Que kay is ki family ne un ko bulwaya tha.. us ki family us k door rhney ki waja se preshan the..
un ki preshan ki waja 1 to un ka door rhena tha. ur 2sra kuch log jo un ko dekh kr khush ni hoty the...
un ne un me judai krwani ki kosish ki per khair woh is mein kuch hadd tak kamyab b hovay laken
wohi hota hai jo manzoor e khuda hota hai...
un ki family mein kuch arsaaa to judai rhi ... saail naam larky k waalid ka naam khan tha...
ur khan jab apni wife ko apne susral se wapis lene gya to us ki wife ne ane se mana kra ...
k ghar ja mujy maray ga.... acha khan wahn se chala gya .. pher kuch din baad woh pher wahn
gya ur apni wife se kheney laga kay apney ghar wapis aa jao leken woh ni maani .....
ab woh kia krta ... us ko kuch sumajh ni aa rhi the... woh apnay chotay se ghar aa k beth gya
ur segreet peenay laga... woh bara preshan tha.... ab woh soch raha tha k kia kray itni deer mein
khan ka bara bhai nabi box aa gya ...
woh kehnay laga yar Q preshan hai ... main teri kisi ur jaga shadi krwa deta hn.. khan ne kaha
bhai mein shadi ni kro ga . agar kuch krna hai tu apni bhabi Aziz khatoon ko lay aao leken wo ni
maan raaha tha.. kuch kuch mazeed din guzzaar gy.. khan bara preshan tha k ab woh kia kray ..
k mery susraal waloon ney to zind pakhar rhy hai..
No comments:
Post a Comment