Mery khayal mein ap ko kahani phar k kuch maza ni aa rha tu mery khayal mein abi kahani mein
kuch maza aaney wala hai.tu ab akhar ho ga kia khan ko us kay khabon ki raani milay gi ya pher
us kay ghar walon ki jeet ho gi tu is k liay kahani aagy start krtay hain...
khan shadi k liay ni maan raaha hota khan ki maa sub betun kay pass jati hai ka khan ko samjao
k woh shadi kr lay leken khan kisi ki ni manta Q kay khan buht zidi larka hai ye khan saail khan
ka walid hai yaad rakhna pher se kaahan parhni parhni pary gi wrna ... akhr khan shadi ni krta
kuch din guzar jatay hain khan ki muhabbat ka imtihan hota hai..
khan intizar mein hota hain k us larki kay ghar walay na janay kab bula laen us se rista khatam
kr kay leken esaa kuch ni hota ....
Esa momken hota k jesa socha jae wesa hi mil b jaey ye to naseebon ki bateen hotee hain warna
itna aasani se kun kisi ko milta hai. khan kay sath b kuch esa hi hoa ... akhar us kay pyar ka us kay kazzan k sath rista fix ho gaya. kuch din baad un ka Nekkah hona tai paya gaya... ab khan kiya krta subar na krta tu kia paani mein chalaag laga k martaa.khan kay dil mein na janay kitney aarman theee.. jo woh byan b na kar paya... ur us kay hathon se rista woh b pyar wala nilkil gya...
Ab khan ur kia kr skta tha us ne is mein apni ur us ki behtri samjhi ur khamosh raha ....
zindige paya ghoomta raha khan apni roozi k liay apne shair se bahir dosary shair aa
gya ur kaam kajh mein musroof ho gya .... wahn larki b preshan the k ab mein ne apne
waldain ka kehna manna hai Q kay achay khandan walay log apney maa baap ki laajh
rakhti hain ur apnay waldain kay sar ka taaj hoti hain... us larki ne b sabar ki ur sub kuch
Alllah pr chor dia ur kah wohi mery haq mein behter hai jo mery Rab ne mery liay likh dia
hai.....
Sunday, December 30, 2018
Tags
# KHAN BABA
About Khalil Ahmad khan
Soratemplates is a blogger resources site is a provider of high quality blogger template with premium looking layout and robust design. The main mission of templatesyard is to provide the best quality blogger templates.
KHAN BABA
in
KHAN BABA
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment